aye kaatibe taqdeer lyrics – kundan lal saigal

aye kaatibe taqdeer lyrics – kundan lal saigal lyrics

Poster aye kaatibe taqdeer lyrics – kundan lal saigal

aye kaatibe taqdeer lyrics – kundan lal saigal

Details
Singer Kundan Lal Saigal
Language Bollywood
Poster aye kaatibe taqdeer lyrics – kundan lal saigal
play
Lyrics

Aye kaatibe taqdeer
Mujhe itna bata de
Aye kaatibe taqdeer
Mujhe itna bata de
Itna bata de
Kyo mujhse kafa hai tu
Kya maine kiya hai

Auro ko khushi mujhko
Fakat dardo ranjogam
Duniya ko hansi aur
Mujhe rona diya hai
Kya maine kiya hai
Kya maine kiya hai
Kyo mujhse kafa hai tu
Kya maine kiya hai

Hisse mein sabke aayi hai
Hisse mein sabke aayi hai
Rangin bahaare
Bad faqtiyan lekin mujhe
Shishe mein utaare peete hai
Peete hai rog rozo shab
Muzzarrato ki may
Main hun ke sata
Khune jigar maine piya hai
Kya maine piya hai
Kya maine piya hai

Tha jinke dumak dam se
Ye aabaad aashiyaa
Ho chahachahaati
Ho chahachahaati bulabule
Jaane gayi kahaan
Juganu ki chamak hai
Na sitaaro ki roshani
Is ghup adhere mein hai
Meri jaan par bani
Kya thi kya thi
Kya thi bata ke jisaki
Sazaa tune mujhko di
Kya tha kya tha gunah ke
Jiska badla mujhase liya hai

Kya maine kiya hai
Kya maine kiya hai
Kyo mujhse kafa hai tu
Kya maine kiya hai.

Music Video Of: Aye Kaatibe Taqdeer

Related posts:

  1. Aye Dil-E-Bekarar Jhoom Lyrics – Kundan Lal Saigal
  2. Do Naina Matware Lyrics – Kundan Lal Saigal
  3. Ek Bangla Bane Nyara Lyrics – Kundan Lal Saigal
  4. Gham Diye Mustaqil Lyrics – Kundan Lal Saigal
You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)