ek toh sharab kam

ek toh sharab kam lyrics

Poster ek toh sharab kam

ek toh sharab kam

lyrics/Album : Maan Gaye Mughal-e-azam
Details
Singer Pankaj Udhas
Genre Love
Language Hindi
Album Maan Gaye Mughal-e-azam
Poster ek toh sharab kam
play
Lyrics

hmmm..hmm

kuch bhi nahi tha lekin,

tera sahara tha..

jo kuch bhi tha, wo sab kuch,

wo sab kuch luta hua hai,

luta hua hai..

luta hua hai..


ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,

tuta hua hai, tuta hua hai

tuta hua hai, tuta hua hai


ek hi mili hai zindagi,

kis kis ki karu mein bandagi

ek hi mili hai zindagi,

kis kis ki karu mein bandagi

khuda ko mana liya hai, aur sanam

rutha hua hai, rutha hua hai

rutha hua hai, rutha hua hai


chahe laakh bana tu aashiq,

gairo ko magar

chahe laakh bana tu aashiq,

gairo ko magar

tera honth mere honth se, mere honth se,

jutha hua hai, jutha hua hai

jutha hua hai, jutha hua hai


ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,

tuta hua hai, tuta hua hai

tuta hua hai, tuta hua hai


ek to tera yeh husn,

uspe zamana kharab,

haii re tera yeh husn,

uspe zamana kharab,

nasha hi nahi tera saath bhi,

tera saath bhi,

choota hua hai, choota hua hai

choota hua hai, choota hua hai



 

dil uth gaya ab to teri mohabbat se,

dil uth gaya ab to teri mohabbat se,

fir bhi teri dua mein, yeh haath,

yeh haath…

uttha hua hai, uttha hua hai

uttha hua hai, uttha hua hai


ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

ek to sharab kam,

aur paimaana tuta hua hai

chehre pe zakhm hote kitne, uspe aaina,

tuta hua hai, tuta hua hai

tuta hua hai, tuta hua hai.



You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)