insaaf ki awaaz

insaaf ki awaaz lyrics

Poster insaaf ki awaaz

insaaf ki awaaz

lyrics/Album : Insaaf Ki Awaaz
Details
Singer Kishore Kumar
Genre Motivational
Language Hindi
Album Insaaf Ki Awaaz
Poster insaaf ki awaaz
play
Lyrics

jab saitano ne milkar

maran maridang bajaya

iman ko dafnaya aur

jooth ko taj pahnaya

kanun kaha soya tha

insaf kaha khoya tha

kanun kaha soya tha

insaf kaha khoya tha

jab sachai ke sine mein

khanzar utara jata hain

jalim logo ke hatho

jab isha ko mara jata hain


kanun kaha sota hain

insaf kaha hota hain

mang rahi hain

jawab insaf ki awaz


kuchh log jahar se jahrile

jo yari ka dum bharte hain

dusman se hath milate hain

yaro se dhokha karte hain

jo kismat likhte aaye hain

un hatho ko kya aur mila

itni mehnat ke badle mein

unhe maut ka tohfa diya gaya

mang rahi hain jawab insaf ki awaz

kanun kaha sota hain

insaf kaha hota hain


ye aankhe nahin koi sehra hain

ek bund nahin hain pani ki

kismat ne mang mein aag bhari

aur abhi umar hain jawani ki

ye atal himalay ke jaisi

ye aansoo kaha bahati hain

chahe taj mile ya kafan mile

ye apna farz nibhati hain

jab aankhe ro nahin pati

dil andar andar rota hain

kanun kaha sota hain

insaf kaha hota hain

mang rahi hai jawab insaf ki awaz

insaf ki awazin saf ki awaz.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)