main tera raja hoon

main tera raja hoon lyrics

Poster main tera raja hoon

main tera raja hoon

lyrics/Album : Teri Talash Mein
Details
Singer Alka Yagnik & Amit Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Teri Talash Mein
Poster main tera raja hoon
play
Lyrics

main tera raja hoon tu meri rani

khil ke mehkane lagi hai jawani

mujhko zara dekh mud ke deewani

gair nahi tera deewana hai

baaho mein aaja sharma ke na ja

baaho mein aaja sharma ke na ja

mausam bada hi suhana hai


kaisa deewana kaha ki deewani

kahe banata hai jhuthi kahani

tujhko na dungi main pyar ki nishani

khel nahi dil ka lagana hai

bhawaro ke raja ja dur na ja ja

bhawaro ke raja ja dur na ja ja

mujhe nahi baato mein aana hai

main tera raja hoon tu meri rani

kaisa deewana kaha ki deewani


chatak matak choli chatak

pehan ke tu aayi

satak satak yaha se satak

bhatak na har jayi

jhatak jhatak zulfen jhatak

jaaye kaha matwali

latak latak dekhe mujhe kyu

raste chhodo mawali

main tera dil wala

dil tera hai kala

maine tujhe khub jana hai


main tera raja hoon tu meri rani

kahe banata hai jhuthi kahani

mujhko zara dekh mud ke deewani

khel nahi dil ka lagana hai

baaho mein aaja ja dur na ja ja

baaho mein aaja ja dur na ja ja

mujhe nahi baato mein aana hai

main tera raja hoon tu meri rani

kaisa deewana kaha ki deewani


pakad pakad pallu na pakad

dungi main to duhayi

akad akad aise na akad

chhodu na main kalayi

jhakad jhakad mujhe na jhakad

raaho mein pa ke akale

bigad bigad ab na bigad

baaho mein mujhe tu lele

kahe tu are mane na

hey mujhko tu hey hey jaane na

pyar mera barso purana hai

kaisa deewana kaha ki deewani

kahe banata hai jhuthi kahani

tujhko na dugi mai pyar ki nisani

khel nahi dil ka lagana hai

bhawro ke raja ja dur na ja ja

bhawro ke raja ja dur na ja ja

mujhe nahi baato mein aana hai


main tera raja hoon tu meri rani

khil ke mehkane lagi hai jawani

mujhko zara dekh mud ke deewani

gair nahi tera deewana hai

baaho mein aaja sharma ke na ja

baaho mein aaja sharma ke na ja

mausam bada hi suhana hai

main tera raja hoon tu meri rani

kaisa deewana kaha ki deewani.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)