mohabbat ka zamana

mohabbat ka zamana lyrics

Poster mohabbat ka zamana

mohabbat ka zamana

lyrics/Album : Tere Bina Kya Jeena
Details
Singer Asha Bhosle & Shabbir Kumar
Genre Love
Language Hindi
Album Tere Bina Kya Jeena
Poster mohabbat ka zamana
play
Lyrics

mohabbat ka zamana aa raha hain

mohabbat ka zamana aa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

mohabbat ka zamana aa raha hain

mohabbat ka zamana aa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain


ye zulfein hai ke badal kaale kaale

ye zulfein hai ke badal kaale kaale

ye aankhe hai ke saiba ke pyaale

nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain

nasha sa mujhpe chhaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain


bahot purkaif hain mausam suhana

bahot purkaif hain mausam suhana

ke bekhud ho gaya saara zamana

gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain

gazab sa mann ye kaisa dhaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain


bahot samja raha hoon hasarato ko

bahot samja raha hoon hasarato ko

abhi sabro raja se kaam le lo

magar dil hai ke machla jaa raha hain

magar dil hai ke machla jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain


mahobbat hi mahobbat hai yahan ab

mahobbat hi mahobbat hai yahan ab

ghame hasti ghame jaana kahan ab

ghame aalam bhi ab sarma raha hain

ghame aalam bhi ab sarma raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain


mohabbat ka zamana aa raha hain

mohabbat ka zamana aa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain

koi dil mein samaya jaa raha hain.


You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)