tadpati hai tarsati hai

tadpati hai tarsati hai lyrics

Poster tadpati hai tarsati hai

tadpati hai tarsati hai

lyrics/Album : Tera Mera Saath Rahen
Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Tera Mera Saath Rahen
Poster tadpati hai tarsati hai
play
Lyrics

tarsati hai tadpati hain

deewana sa kar jati hain

oh yaadon se keh do

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

tarsati hai tadpati hain

deewana sa kar jati hain

oh yaadon se keh do

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai


beeta sukh bhi dukh lagta hain

jab yaadein aati hain

beeta sukh bhi dukh lagta hain

jab yaadein aati hain

bhooli bisri apni saari baatein dourati hain

aaj bhi meri saason ko teri zulfein mehkaati hain

lehraati hain behlaati hain

deewana sa kar jaati hain

oh yaadon se keh do

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai


woh galiyan woh ghar woh manjar

yaadon mein aate hain

haan woh galiyan woh ghar woh manjar

yaadon mein aate hain

yeh aansoon ye dard-e-dil yaadon ki saugaatein hain

door hai tu nazron se par mere saamne muskaati hain

sharmaati hai ghabraati hain

deewana sa kar jaati hain

oh yaadon se keh do

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

tarsati hai tadpati hai

deewana sa kar jati hain

oh yaadon se keh do

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai

yaad kyon aati hai.

You May Also Like (Similar)

Advertisement
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)